Krishna Chaitanya Guntupalli

Madyha Pradesh, India

Guru Brahma Guru Vishnu Gurudevo maheswara Guru Sakshat Parag Brahma Tasmai Shri Guruve Namah

Jai Gurudev

Jab maine Param pujya Sadgurudev ji ki kitab ko pehli baar liya tab mujhe pata nahi tha ki mai ek aise path pe chal chuka jaha jivan ke samasth sukho aur uske uprant Param gati ko prapt kiya ja sakta hai
Mai abhari hoon Param Pujya Sadgurudev ji ka jinke karuna ki wajah se aaj mai ek behtar insaan ban sakta hoon
Shri Moti Lal Guruji jinke prayas ke bina mai jivan bhar andhere me rehta kya karna hai mujhe kabhi naah pata chalta. Aapko krupa hum sab par yu hi bani rahegi aisa asha karta hoon

Sadguru ki charano me shat shat pranam yevam abhar

Home
0
Shop
Account
Search